Dhumavati Mata Aarti
00:0000:00
Dhoomavati Jai Jai,
Maiya Dhoomavati Jai Jai।
Uma Rama Brahmani,
Jag Janani Jai Jai।।
Roop Hai Raudra Bhayankar,
Dekh Ke Dar Laage।
Chhata Alakh Maiya Ki,
Kaal Bhi Dar Bhaage।।
Kaak Singhasan Maiya,
Nitya Savaari Kare।
Maile Vasan Maa Dhaare,
Kesh Ko Khule Rakhe।।
Sankat Haran Bhavani,
Ripudal Naash Kare।
Paata Vijay Mata Ka,
Dhyaan Jo Nitya Dhare।।
Sheesh Mukut Aabhushan,
Maiya Na Dhaare।
Dusht Janon Ko Janani,
Pal Mein Sanhaare।।
Shok, Rog Vipdaayen,
Dhoomavati Hare।
Prem Bhaav Se Viniti,
Maa Se Jo Bhi Kare।।
Das Mahavidyaon Mein,
Divya Tera Sthaan।
Ugra Roop Mahamaya,
Amar Rahega Maan।।
Dhoomavati Mata Ke
Mantra Ko Jo Dhyaave।
Bin Maange Mata Se,
Sarvanand Paave।।
"Ram" Sharan Mein Aaye
Maai Kripa Kijo।
Bhagat Karen Nit Viniti,
Charan Sharan Dijo।।
Maiya Dhoomavati Jai Jai।
Uma Rama Brahmani,
Jag Janani Jai Jai।।
Roop Hai Raudra Bhayankar,
Dekh Ke Dar Laage।
Chhata Alakh Maiya Ki,
Kaal Bhi Dar Bhaage।।
Kaak Singhasan Maiya,
Nitya Savaari Kare।
Maile Vasan Maa Dhaare,
Kesh Ko Khule Rakhe।।
Sankat Haran Bhavani,
Ripudal Naash Kare।
Paata Vijay Mata Ka,
Dhyaan Jo Nitya Dhare।।
Sheesh Mukut Aabhushan,
Maiya Na Dhaare।
Dusht Janon Ko Janani,
Pal Mein Sanhaare।।
Shok, Rog Vipdaayen,
Dhoomavati Hare।
Prem Bhaav Se Viniti,
Maa Se Jo Bhi Kare।।
Das Mahavidyaon Mein,
Divya Tera Sthaan।
Ugra Roop Mahamaya,
Amar Rahega Maan।।
Dhoomavati Mata Ke
Mantra Ko Jo Dhyaave।
Bin Maange Mata Se,
Sarvanand Paave।।
"Ram" Sharan Mein Aaye
Maai Kripa Kijo।
Bhagat Karen Nit Viniti,
Charan Sharan Dijo।।
About Dhumavati Mata
Name:
Alternate Names:
Alakshmi, Jyeshtha
Category:
Devi
Gender:
Female
Avatar of:
Day:
Saturday
Tithi:
Ashtami
Weapons:
Trishul
Vahan:
Crow
Favorite color:
Black
Get the complete experience on the
Mobile Mandir App
Download Dhumavati Mata Aarti PDF

Popular Dhumavati Mata Temples
Dhumavati Mata — Aarti, Chalisa, Mantra & more
Next Day's Aarti — Wednesday