Bala Ji Bhajan
00:0000:00
Aao Balaji,
Aao Balaji,
Darshan ko pyaase hain naina,
Darsh dikhao ji,
Aao Balaji Aao Balaji.
Nishdin gungaan karun,
Tera hi dhyaan dharun,
Girun sau baar magar,
Nazron se na tere girun,
Jeevan mera safal banao,
Jhalak dikhao ji,
Darshan ko pyaase hain naina,
Darsh dikhao ji,
Aao Balaji Aao Balaji.
Salasar tera hai,
Mehandipur tera hai,
Jahan har kan-kan mein,
Tera hi basera hai,
Mere man ke mandir mein bhi,
Dhaam banao ji,
Darshan ko pyaase hain naina,
Darsh dikhao ji,
Aao Balaji Aao Balaji.
Gyaan ke sagar ho,
Siyaram ke chaakar ho,
Ho kinara tum hi prabhu,
Tum hi bhav sagar ho,
‘Rashi’ ki arzi sweekaro,
Laaj bachao ji,
Darshan ko pyaase hain naina,
Darsh dikhao ji,
Aao Balaji Aao Balaji.
Aao Balaji,
Aao Balaji,
Darshan ko pyaase hain naina,
Darsh dikhao ji,
Aao Balaji Aao Balaji.
Aao Balaji,
Darshan ko pyaase hain naina,
Darsh dikhao ji,
Aao Balaji Aao Balaji.
Nishdin gungaan karun,
Tera hi dhyaan dharun,
Girun sau baar magar,
Nazron se na tere girun,
Jeevan mera safal banao,
Jhalak dikhao ji,
Darshan ko pyaase hain naina,
Darsh dikhao ji,
Aao Balaji Aao Balaji.
Salasar tera hai,
Mehandipur tera hai,
Jahan har kan-kan mein,
Tera hi basera hai,
Mere man ke mandir mein bhi,
Dhaam banao ji,
Darshan ko pyaase hain naina,
Darsh dikhao ji,
Aao Balaji Aao Balaji.
Gyaan ke sagar ho,
Siyaram ke chaakar ho,
Ho kinara tum hi prabhu,
Tum hi bhav sagar ho,
‘Rashi’ ki arzi sweekaro,
Laaj bachao ji,
Darshan ko pyaase hain naina,
Darsh dikhao ji,
Aao Balaji Aao Balaji.
Aao Balaji,
Aao Balaji,
Darshan ko pyaase hain naina,
Darsh dikhao ji,
Aao Balaji Aao Balaji.
Popular Bala Ji Temples
Bala Ji — Aarti, Chalisa, Mantra & more
Next Day's Bhajan — Friday