Shri Dhanteras Bhajan
00:0000:00
Ho rahi dhan ki barsaat dekho,
Ji Dhanteras aayi hai,
Mata Lakshmi ko sang laayi,
Ghar ghar mein khushaali chhaayi,
Dhanteras ki mahima sabhi devo ne gaayi hai,
Ho rahi dhan ki barsaat dekho ji Dhanteras aayi hai.
Jis ghar aaye Lakshmi Mata,
Lakshmi Mata ho Lakshmi Mata,
Wo ghar to kanchan ho jaata,
Kanchan ho jaata, kanchan ho jaata,
Khol diye bhandaare Maa ne khushiyan barsaayi hai,
Ho rahi dhan ki barsaat dekho ji Dhanteras aayi hai.
Is din jo pooja karta hai,
Pooja karta hai, pooja karta hai,
Har sukh se jholi bharta hai,
Jholi bharta hai, jholi bharta hai,
Rahe saalon saal ghar roshan ye,
Mata ne baat bataayi hai,
Ho rahi dhan ki barsaat dekho ji Dhanteras aayi hai.
Roli chawal se pooja karlo,
Pooja karlo, vandana karlo,
Phool kamal ka arpan kardo,
Arpan kardo, arpan kardo,
Us ghar mein na kami koi,
Kisi baat ki aayi hai,
Ho rahi dhan ki barsaat dekho ji Dhanteras aayi hai.
Prem sumir zara dhyaan lagaalo,
Dhyaan laga lo, Maa ka dhyaan laga lo,
Mata Lakshmi se sab kuch paa lo,
Sab kuch paa lo, sab kuch paa lo,
Giri ne dil mein Maa ke naam
Ki jyot jalaayi hai,

About Dhanteras
Name:
Get the complete experience on the
Mobile Mandir App
Download Shri Dhanteras Bhajan PDF

Popular Dhanteras Temples
Dhanteras — Aarti, Chalisa, Mantra & more
Next Day's Bhajan — Thursday