Jeen Mata Chalisa
00:0000:00
|| Doha ||
Shri Gurupad Sumiran Karun, Gaurinandan Dhyaay।
Varanau Mata Jeen Yash, Charanon Sheesh Navaay।।
Jhanki Ki Adbhut Chhavi, Shobha Kahi Na Jaay।
Jo Nit Sumare Maay Ko, Kasht Door Ho Jaay।।
|| Chaupai ||
Jai Shri Jeenbhakt Sukhkari।
Namo Namo Bhaktan Hitkari॥
Durga Ki Tum Ho Avtara।
Sakal Kasht Tu Met Hamara॥
Mahabhayankar Tej Tumhara।
Mahishasur Sa Dusht Sanhara॥
Kanchan Chhatra Sheesh Par Sohe।
Dekhat Roop Charachar Mohe॥
Tum Kshatridhar Tandar Linhaan।
Bhakton Ke Sab Karaj Kinhaan॥
Mahashakti Tum Sundar Bala।
Darpat Bhoot Pret Jam Kala॥
Brahma Vishnu Shankar Dhyaave।
Rishi Muni Koi Paar Na Paave॥
Tum Gauri Tum Sharada Kali।
Rama Lakshmi Tum Kappali॥
Jagdamba Bhavron Ki Rani।
Maiya Maat Tu Mahabhavani॥
Sat Par Taje Jeen Tum Geha।
Tyaga Sab Se Kshan Mein Neha॥
Mahatapasya Karni Thaani।
Harsh Khaas Tha Bhai Gyani॥
Pichhe Se Aakar Samjhaayi।
Ghar Wapis Chal Maa Ki Jaayi॥
Bahut Kahi Par Ek Na Maani।
Tab Harsa Yun Uchari Baani॥
Main Bhi Bai Ghar Nahin Jaaun।
Tere Saath Ram Gun Gaaun॥
Alag Alag Tap Sthal Kinhaa।
Rain Diwas Tap Main Chitdeenha॥
Tum Tap Kar Durgatva Paaya।
Harshanath Bhairu Ban Chhaya॥
Vaahan Singh Khadag Kar Chamke।
Mahatej Bijli Sa Damke॥
Chakra Gada Trishul Viraje।
Bhage Dusht Jab Durga Jaage॥
Mugal Badshah Chadhkar Aaya।
Sena Bahut Sajakar Laaya॥
Bhairav Ka Mandir Tudvaaya।
Phir Vo Is Mandir Par Dhaaya॥
Yah Dekh Pujari Ghabraye।
Kari Stuti Maat Jagaye॥
Tab Mata Tu Bhaure Chhode।
Sena Sahit Bhaage Ghode॥
Bal Ka Tej Dekh Ghabraya।
Jaa Charanon Mein Sheesh Navaaya॥
Kshama Yaachna Kinhin Bhaari।
Kaat Jeen Meri Sab Bemaari॥
Sone Ka Vo Chhatra Chadhaaya।
Tel Savaaman Aur Bandhaaya॥
Chamak Rahi Kalyug Mein Maai।
Teen Lok Mein Mahima Chhaai॥
Jo Koi Tere Mandir Aave।
Sachche Man Se Bhog Lagaave॥
Roli Vastr Kapoor Chadhaave।
Manvanchhit Poorn Phal Paave॥
Kare Aarti Bhajan Sunaave।
So Nar Shobha Jag Mein Paave॥
Shekha Waati Dhaam Tumhara।
Sundar Shobha Nahin Sumhara॥
Ashwin Maas Naurata Maahi।
Kai Yaatri Aave Jaahi॥
Desh-Desh Se Aave Rela।
Chait Maas Mein Laage Mela॥
Aave Oont Car Bus Laari।
Bheed Lage Mela Mein Bhaari॥
Saaj-Baaj Se Karte Gaana।
Kai Mard Aur Kai Janaana॥
Jaat Jhadula Chadhe Apaara।
Savaamani Ka Paau Na Paara॥
Madira Mein Rahti Matwaali।
Jai Jagdamba Jai Mahakaali॥
Jo Koi Tumhare Darshan Paave।
Mauj Kare Jug-Jug Sukh Paave॥
Tumhi Hamari Pitu Aur Mata।
Bhakti Shakti Do He Daata॥
Jeen Chalisa Jo Koi Gaave।
So Sat Paath Kare Karvaave॥
Maiya Naiya Paar Lagaave।
Sevak Charanon Mein Chit Laave॥
|| Doha ||
Jai Durga Jai Ambika Jag Janani Giri Raay।
Daya Karo He Chandika Vinau Sheesh Navaay॥
Shri Gurupad Sumiran Karun, Gaurinandan Dhyaay।
Varanau Mata Jeen Yash, Charanon Sheesh Navaay।।
Jhanki Ki Adbhut Chhavi, Shobha Kahi Na Jaay।
Jo Nit Sumare Maay Ko, Kasht Door Ho Jaay।।
|| Chaupai ||
Jai Shri Jeenbhakt Sukhkari।
Namo Namo Bhaktan Hitkari॥
Durga Ki Tum Ho Avtara।
Sakal Kasht Tu Met Hamara॥
Mahabhayankar Tej Tumhara।
Mahishasur Sa Dusht Sanhara॥
Kanchan Chhatra Sheesh Par Sohe।
Dekhat Roop Charachar Mohe॥
Tum Kshatridhar Tandar Linhaan।
Bhakton Ke Sab Karaj Kinhaan॥
Mahashakti Tum Sundar Bala।
Darpat Bhoot Pret Jam Kala॥
Brahma Vishnu Shankar Dhyaave।
Rishi Muni Koi Paar Na Paave॥
Tum Gauri Tum Sharada Kali।
Rama Lakshmi Tum Kappali॥
Jagdamba Bhavron Ki Rani।
Maiya Maat Tu Mahabhavani॥
Sat Par Taje Jeen Tum Geha।
Tyaga Sab Se Kshan Mein Neha॥
Mahatapasya Karni Thaani।
Harsh Khaas Tha Bhai Gyani॥
Pichhe Se Aakar Samjhaayi।
Ghar Wapis Chal Maa Ki Jaayi॥
Bahut Kahi Par Ek Na Maani।
Tab Harsa Yun Uchari Baani॥
Main Bhi Bai Ghar Nahin Jaaun।
Tere Saath Ram Gun Gaaun॥
Alag Alag Tap Sthal Kinhaa।
Rain Diwas Tap Main Chitdeenha॥
Tum Tap Kar Durgatva Paaya।
Harshanath Bhairu Ban Chhaya॥
Vaahan Singh Khadag Kar Chamke।
Mahatej Bijli Sa Damke॥
Chakra Gada Trishul Viraje।
Bhage Dusht Jab Durga Jaage॥
Mugal Badshah Chadhkar Aaya।
Sena Bahut Sajakar Laaya॥
Bhairav Ka Mandir Tudvaaya।
Phir Vo Is Mandir Par Dhaaya॥
Yah Dekh Pujari Ghabraye।
Kari Stuti Maat Jagaye॥
Tab Mata Tu Bhaure Chhode।
Sena Sahit Bhaage Ghode॥
Bal Ka Tej Dekh Ghabraya।
Jaa Charanon Mein Sheesh Navaaya॥
Kshama Yaachna Kinhin Bhaari।
Kaat Jeen Meri Sab Bemaari॥
Sone Ka Vo Chhatra Chadhaaya।
Tel Savaaman Aur Bandhaaya॥
Chamak Rahi Kalyug Mein Maai।
Teen Lok Mein Mahima Chhaai॥
Jo Koi Tere Mandir Aave।
Sachche Man Se Bhog Lagaave॥
Roli Vastr Kapoor Chadhaave।
Manvanchhit Poorn Phal Paave॥
Kare Aarti Bhajan Sunaave।
So Nar Shobha Jag Mein Paave॥
Shekha Waati Dhaam Tumhara।
Sundar Shobha Nahin Sumhara॥
Ashwin Maas Naurata Maahi।
Kai Yaatri Aave Jaahi॥
Desh-Desh Se Aave Rela।
Chait Maas Mein Laage Mela॥
Aave Oont Car Bus Laari।
Bheed Lage Mela Mein Bhaari॥
Saaj-Baaj Se Karte Gaana।
Kai Mard Aur Kai Janaana॥
Jaat Jhadula Chadhe Apaara।
Savaamani Ka Paau Na Paara॥
Madira Mein Rahti Matwaali।
Jai Jagdamba Jai Mahakaali॥
Jo Koi Tumhare Darshan Paave।
Mauj Kare Jug-Jug Sukh Paave॥
Tumhi Hamari Pitu Aur Mata।
Bhakti Shakti Do He Daata॥
Jeen Chalisa Jo Koi Gaave।
So Sat Paath Kare Karvaave॥
Maiya Naiya Paar Lagaave।
Sevak Charanon Mein Chit Laave॥
|| Doha ||
Jai Durga Jai Ambika Jag Janani Giri Raay।
Daya Karo He Chandika Vinau Sheesh Navaay॥
About Jeen Mata
Name:
Alternate Names:
Durga
Category:
Devi
Gender:
Female
Avatar of:
Day:
Sunday
Weapons:
Sword
Vahan:
Lion
Favorite food:
Puri, Halwa, Sweets
Favorite color:
Red
Suggested Seva:
Feed the Needy, Donate Lamp in Temple
Get the complete experience on the
Mobile Mandir App
Download Jeen Mata Chalisa PDF

Popular Jeen Mata Temples
Jeen Mata — Aarti, Chalisa, Mantra & more
Next Day's Chalisa — Friday