Sankata Mata Ki Aarti

Sankata Mata Ki Aarti

00:0000:00

!! Sankata Mata Ki Aarti !!


Jai Jai Sankata Bhavani,

karahun aarti teri.

Sharan padi hoon teri Mata,

arj sunahu ab meri.

(Jai Jai Sankata Bhavani…)


Nahin kou tum saman jag data,

sur-nar-muni sab teri.

Kasht nivaran karahu hamara,

lavahu tanik na deri.

(Jai Jai Sankata Bhavani…)


Kaam-krodh aru lobhan ke vash,

papahi kiya ghaneri.

So aparadhan ur mein anahu,

chhamahu bhool bahu meri.

(Jai Jai Sankata Bhavani…)


Harahu sakal santap hriday ka,

mamata moh niberi.

Sinhasan par aaj birajen,

chanvar dhurai sir chhatr-chhateri.

(Jai Jai Sankata Bhavani…)


Khappar, khadga hath mein dhare,

vah shobha nahin kahat baneri.

Brahmadik sur paar na paye,

haari thake hiy heri.

(Jai Jai Sankata Bhavani…)


Asuranh ka vadh kinha,

pragateu amat dileri.

Santan ko sukh diyo sada hi,

ter sunat nahin kiyo aberi.

(Jai Jai Sankata Bhavani…)


Gavat gun-gun nij ho teri,

bajat dundubhi bheri.

As nij jani sharan mein ayoun,

tehi kar phal nahin kahat baneri.

(Jai Jai Sankata Bhavani…)


Jai Jai Sankata Bhavani,

karahun aarti teri.

Bhav bandhan mein so nahin avai,

nishdin dhyan dhariri.

(Jai Jai Sankata Bhavani…)

Popular Sankata Mata Temples

Sankata Mata — Aarti, Chalisa, Mantra & more
Sankata Mata Bhajan
Sankata Mata Bhajan
MMA TeamBHAJAN
Sankata Mata Stuti
Sankata Mata Stuti
MMA TeamSTUTI
Sankata Mata Chalisa
Sankata Mata Chalisa
MMA TeamCHALISA
Sankata Mata Katha
Sankata Mata Katha
MMA TeamKATHA
Sankata Mata Mantra
Sankata Mata Mantra
MMA TeamMANTRA
Next Day's Aarti — Wednesday