Shri Balram Aarti

Shri Balram Aarti

00:0000:00
Jai Baldev Hare, Swami Jai Baldev Hare ।
He Dukh Bhanjan, Rohini Nandan, Sab Dukh Door Kare ।।
Om Jai Baldev Hare…

Jai Baldev Hare, Swami Jai Baldev Hare ।
He Dukh Bhanjan, Rohini Nandan, Sab Dukh Door Kare ।।
Om Jai Baldev Hare…

Main Jag Mein Bhatka Hu, Paar Karo Baba । Swami Paar Karo Baba ।
Apni Sharan Lagao Uddhar Karo Baba ।।
Om Jai Baldev Hare…

Mathe Mukut Viraje, Sire Pancharang Cheera । Swami Si Pancharang Cheera ।
Chanda Ke Sam Chamkai, Thodi Pai Heera ।।
Om Jai Baldev Hare…

Sundar Vastra Manohar, Man Harni Jhanki । Swami Man Harni Jhanki ।
Aapne Bhakt Janan Pai, Nazar Karo Banki ।।
Om Jai Baldev Hare…

Makhan Mishri Khave, Vijaya Bhog Dhare । Swami Vijaya Bhog Dhare ।
Sakal Manorath Sare, Vipda Door Kare ।।
Om Jai Baldev Hare…

Maiya Sanmukh Virajai, Sabke Dukh Harni । Swami Sabke Dukh Harni ।
Sabki Karai Sahai, Maa Mangal Karni ।।
Om Jai Baldev Hare…

Jo Nar Tumko Dhyavai, Kasht Nahin Pavai । Swami Kasht Nahin Pavai ।
Amar Prem Pad Pavai, Bhav Se Tar Javai ।।
Om Jai Baldev Hare…

Sundar Taal Bano Hai, Ksheer Sagar Nyaro । Swami Ksheer Sagar Nyaro ।
Jo Snaan Karai Jan, Mit Jaye Dukh Saro ।।
Om Jai Baldev Hare…

Krishnachandra Vrindavan, Maharas Keenhou । Swami Maharas Keenhou ।
Giri Ke Upar Baithe, Singh Roop Leenhou ।।
Om Jai Baldev Hare…

Ajab Anoukhi Leela, Hai Braj Mein Bhaari । Swami Hai Braj Mein Bhaari ।
Vanar Dvividh Giraya, Halmoosal Dhaari ।।
Om Jai Baldev Hare…

Daau Baba Ki Aarti, Jo Jan Nit Gaavai । Swami Jo Jan Nit Gaavai ।
Maan Vanchhit Phal Pavai, Man-Man Harshavai ।।
Om Jai Baldev Hare…

Popular Shri Balaram Temples

Shri Balaram — Aarti, Chalisa, Mantra & more
Shri Balram Chalisa
Shri Balram Chalisa
MMA TeamCHALISA
Shri Balaram Mantra
Shri Balaram Mantra
MMA TeamMANTRA
Shri Balaram Stuti
Shri Balaram Stuti
MMA TeamSTUTI
Shri Balaram Katha
Shri Balaram Katha
MMA TeamKATHA
Next Day's Aarti — Friday