Kamakhya Devi Bhajan

Kamakhya Devi Bhajan

00:0000:00
Kamakhya Maiya teri shakti apaar,
Tu hai jagat jeevan aadhaar,
Tantra mantra aur saari siddhiyon par hai maa tera adhikaar,
Tu hi Bhagwati aadi saavarkar jiska kare vandan sansar॥

Bakasur ko maara, khola moksh dwaara,
De di usko tumne mukti umang,
Darshan tera kare tan ko nirmal maa, vishaye bhog hare man ko komal maa,
Aangan vaachi parag mein sabke kar maa sapne saakaar,
Kamakhya Maiya teri...........॥

Jisne tujhko dhyaaya phal ichchhuk paaya,
Teri mahima se sukh uske ghar aaya,
Teri kripa se maa bhed saare mite,
Is sama andhiyaara aanchal ka saaya,
Tantra mantra tune sab hai kaate, diya saadhak ko sukh sansar,
Kamakhya Maiya teri...........॥

Tujhpe arpan vastron ka prasaad mile,
Dukh rog aur maa vyathaaye tale,
Teri kripa se maa siddh hote hain kaaj,
Aaye teri sharan uski rakhti hai laaj,
Apni mamta se maa tune bhakton ko apne diya taar,
Kamakhya Maiya teri............॥

Popular Kamakhya Devi Temples

Kamakhya Devi — Aarti, Chalisa, Mantra & more
Kamakhya Devi Chalisa
Kamakhya Devi Chalisa
MMA TeamCHALISA
Kamakhya Devi Stuti
Kamakhya Devi Stuti
MMA TeamSTUTI
Kamakhya Devi Mantra
Kamakhya Devi Mantra
MMA TeamMANTRA
Kamakhya Devi Aarti
Kamakhya Devi Aarti
MMA TeamAARTI
Next Day's Bhajan — Friday