Maa Katyani Bhajan
00:0000:00
Navratri Ka Chhatha Hai Yeh Maa Katyayani Roop
Kaliyug Mein Shakti Bani Durga Moksh Swaroop
Katyayan Rishi Pe Kiya Maa Aisa Upkaar
Putri Bankar Aa Gayi, Shakti Anokhi Dhaar
Devon Ki Raksha Kari, Liya Tabhi Avtaar
, Braj Mandal Mein Ho Rahi Aapki Jai Jaikaar
Gopi Gwaale Aaradhya Tha Jab-Jab Hue Udaas
Man Ki Baat Sunane Ko Aaye Aapke Paas
Shri Krishna Ne Bhi Japa Ambe Aapka Naam
Daya Drishti Mujh Par Karo, Baarambaar Pranaam
Navratron Ki Maa Kripa Kar Do Maa
Navratron Ki Maa Kripa Kar Do Maa
Jai Katyayani Maa
Jai Jai Katyayani Maa
Popular Maa Katyayani Temples
Maa Katyayani — Aarti, Chalisa, Mantra & more
Next Day's Bhajan — Monday