Vamana Ji Ki Chalisa
00:0000:00
॥ Doha ॥
Shri Vaman Sharan Jo Aayke, Dhare Vivek Ka Dhyaan।
Shri Vaman Prabhu Dhyaan Dhar, Deyo Abhay Vardaan॥
Sankat Mukt Nik Rakhiyo, He Lakshmipati Kartaar।
Charan Sharan De Lijiye, Vishnu Batuk Avataar॥
॥ Chaupai ॥
Jai Jai Jai Vaman Balbeera।
Teeno Lok Tumhi Randheera॥
Brahman Gun Roop Dharo Jab।
Tona Bhaari Naam Pado Tab॥
Bhadro Shukla Dwadashi Aayo।
Vaman Baba Naam Kahaayo॥
Baayen Ang Janeu Saaje।
Teeno Lok Mein Danka Baaje॥
Sar Mein Kamandal Chhatra Viraje।
Mastak Tilak Kesariya Saaje॥
Kamar Langota Charan Khadaoon।
Vaman Mahima Nishdin Gaoon॥
Choti Adivya Sada Sir Dhaare।
Deen Dukhi Ke Praan Ubaare॥
Dharo Roop Jab Divya Vishala।
Bali Bhayo Tab Ati Kangaala॥
Roop Dekh Jab Ati Visarala।
Samajh Gaya Naap Hai Jag Saara॥
Nas Bali Ne Jab Hosh Sambhaala।
Pragat Bhaye Tab Deen Dayaala॥
Divya Jyoti Baikunth Nivaasa।
Vaman Naam Mein Hua Prakaasha॥
Deepak Jo Koi Nitya Jalaata।
Sankat Kate Amar Ho Jaata॥
Jo Koi Tumhari Aarti Gaata।
Putra Prapti Pal Bhar Mein Paata॥
Tumhari Sharan He Jo Aata।
Sada Sahaay Lakshmi Maata॥
Shri Hari Vishnu Ke Avataar।
Kashyap Vansh Aditi Dulaare॥
Vaman Graam Se Shri Hari Aari।
Mahima Nyaari Poorn Bhaari॥
Bhare Kamandal Adbhut Neera।
Jahaan Par Kripa Mite Sab Peeda॥
Poora Hua Na Bali Ka Sapna।
Teeno Lok Teeno Apna॥
Poorn Bhaari Pal Mein Ho।
Rakshas Kul Ko Turant Rulaao॥
Tumhara Vaibhav Nahin Bakhaana।
Sur Nar Muni Sab Gaavai Gaana॥
Chit Din Dhyaan Dhare Va Man Ko।
Rog Rin Na Koi Tan Ko॥
Aaye Vaman Dwaara Man Ko।
Sab Jan Jan Aur Jeevan Dhan Ko॥
Teeno Lok Mein Mahima Nyaari।
Pataal Lok Ke Ho Aabhaari॥
Jo Jan Naam Ratat Hain Tumhara।
Rakhte Baba Uspar Pehra॥
Krishna Naam Ka Naata Gehra।
Charan Sharan Jo Tumhari Thehra॥
Panchvati Mein Shor Nivaasa।
Chaaro Aur Tum Ho Prakaasha॥
Haath Mein Pothi Sada Viraaja।
Rank Ka Kiya Aacharan Pal Mein Raja॥
Sampati Sumiti Tore Darwaaje।
Dhol Nagaade Gaaje Baaje॥
Kesar Chandan Tumko Saaje।
Vaman Graam Mein Tumhe Hi Viraaje॥
Riddhi Siddhi Ke Daata Tum Ho।
Deen Dukhi Ke Bhraata Tum Ho॥
Vaman Graam Ke Tum Jagpaala।
Tum Bin Paaye Na Koi Nivaala॥
Tumhari Gaaye Sada Jo Sharana।
Unki Ichchha Poori Karna॥
Nikat Nivaas Gomati Maata।
Dukh Daridra Ko Door Bhagaata॥
Tumhara Gaan Sada Jo Gaata।
Unke Tum Ho Bhaagya Vidhaata॥
Bhoot Pishaach Naam Sun Bhaage।
Asur Jaati Khar-Khar-Khar Khaape॥
Vaman Mahima Jo Jan Gaain।
Janm Maran Ka Bandhan Chhuta Jaain॥
Ant Kaal Baikunth Mein Jaai।
Divya Jyoti Mein Wahaan Samaai॥
Sankat Kitna Bhi Gambheera।
Vaman Tod Sab Gambheera॥
Jai Jai Jai Vikat Gosai।
Kripa Karo Kevat Ki Naai॥
Ant Kaal Baikunth Nivaasa।
Phir Sindhu Mein Kare Vilaasa॥
॥ Doha ॥
Charan Sharan Nij Rakhiyon, Aditi Maai Ke Laal।
Chhat Si Chhaya Rakhiyon, Tulsidas Haridas॥
Shri Vaman Sharan Jo Aayke, Dhare Vivek Ka Dhyaan।
Shri Vaman Prabhu Dhyaan Dhar, Deyo Abhay Vardaan॥
Sankat Mukt Nik Rakhiyo, He Lakshmipati Kartaar।
Charan Sharan De Lijiye, Vishnu Batuk Avataar॥
॥ Chaupai ॥
Jai Jai Jai Vaman Balbeera।
Teeno Lok Tumhi Randheera॥
Brahman Gun Roop Dharo Jab।
Tona Bhaari Naam Pado Tab॥
Bhadro Shukla Dwadashi Aayo।
Vaman Baba Naam Kahaayo॥
Baayen Ang Janeu Saaje।
Teeno Lok Mein Danka Baaje॥
Sar Mein Kamandal Chhatra Viraje।
Mastak Tilak Kesariya Saaje॥
Kamar Langota Charan Khadaoon।
Vaman Mahima Nishdin Gaoon॥
Choti Adivya Sada Sir Dhaare।
Deen Dukhi Ke Praan Ubaare॥
Dharo Roop Jab Divya Vishala।
Bali Bhayo Tab Ati Kangaala॥
Roop Dekh Jab Ati Visarala।
Samajh Gaya Naap Hai Jag Saara॥
Nas Bali Ne Jab Hosh Sambhaala।
Pragat Bhaye Tab Deen Dayaala॥
Divya Jyoti Baikunth Nivaasa।
Vaman Naam Mein Hua Prakaasha॥
Deepak Jo Koi Nitya Jalaata।
Sankat Kate Amar Ho Jaata॥
Jo Koi Tumhari Aarti Gaata।
Putra Prapti Pal Bhar Mein Paata॥
Tumhari Sharan He Jo Aata।
Sada Sahaay Lakshmi Maata॥
Shri Hari Vishnu Ke Avataar।
Kashyap Vansh Aditi Dulaare॥
Vaman Graam Se Shri Hari Aari।
Mahima Nyaari Poorn Bhaari॥
Bhare Kamandal Adbhut Neera।
Jahaan Par Kripa Mite Sab Peeda॥
Poora Hua Na Bali Ka Sapna।
Teeno Lok Teeno Apna॥
Poorn Bhaari Pal Mein Ho।
Rakshas Kul Ko Turant Rulaao॥
Tumhara Vaibhav Nahin Bakhaana।
Sur Nar Muni Sab Gaavai Gaana॥
Chit Din Dhyaan Dhare Va Man Ko।
Rog Rin Na Koi Tan Ko॥
Aaye Vaman Dwaara Man Ko।
Sab Jan Jan Aur Jeevan Dhan Ko॥
Teeno Lok Mein Mahima Nyaari।
Pataal Lok Ke Ho Aabhaari॥
Jo Jan Naam Ratat Hain Tumhara।
Rakhte Baba Uspar Pehra॥
Krishna Naam Ka Naata Gehra।
Charan Sharan Jo Tumhari Thehra॥
Panchvati Mein Shor Nivaasa।
Chaaro Aur Tum Ho Prakaasha॥
Haath Mein Pothi Sada Viraaja।
Rank Ka Kiya Aacharan Pal Mein Raja॥
Sampati Sumiti Tore Darwaaje।
Dhol Nagaade Gaaje Baaje॥
Kesar Chandan Tumko Saaje।
Vaman Graam Mein Tumhe Hi Viraaje॥
Riddhi Siddhi Ke Daata Tum Ho।
Deen Dukhi Ke Bhraata Tum Ho॥
Vaman Graam Ke Tum Jagpaala।
Tum Bin Paaye Na Koi Nivaala॥
Tumhari Gaaye Sada Jo Sharana।
Unki Ichchha Poori Karna॥
Nikat Nivaas Gomati Maata।
Dukh Daridra Ko Door Bhagaata॥
Tumhara Gaan Sada Jo Gaata।
Unke Tum Ho Bhaagya Vidhaata॥
Bhoot Pishaach Naam Sun Bhaage।
Asur Jaati Khar-Khar-Khar Khaape॥
Vaman Mahima Jo Jan Gaain।
Janm Maran Ka Bandhan Chhuta Jaain॥
Ant Kaal Baikunth Mein Jaai।
Divya Jyoti Mein Wahaan Samaai॥
Sankat Kitna Bhi Gambheera।
Vaman Tod Sab Gambheera॥
Jai Jai Jai Vikat Gosai।
Kripa Karo Kevat Ki Naai॥
Ant Kaal Baikunth Nivaasa।
Phir Sindhu Mein Kare Vilaasa॥
॥ Doha ॥
Charan Sharan Nij Rakhiyon, Aditi Maai Ke Laal।
Chhat Si Chhaya Rakhiyon, Tulsidas Haridas॥
About Shri Vamana Dev
Name:
Alternate Names:
Trivikrama
Category:
Devta
Gender:
Male
Day:
Thursday
Vahan:
Garuda
Favorite food:
Kheer
Favorite color:
Yellow
Suggested Seva:
Feed the Needy
Get the complete experience on the
Mobile Mandir App
Download Vamana Ji Ki Chalisa PDF

Popular Shri Vamana Dev Temples
Shri Vamana Dev — Aarti, Chalisa, Mantra & more
Next Day's Chalisa — Saturday