Tulsi Mata Ji Ki Aarti
00:0000:00
Jai Jai Tulsi Mata,
Maiya Jai Tulsi Mata.
Sab Jag Ki Sukh Daata,
Sabki Var Mata॥
(Jai Tulsi Mata...)
Sab Rogon Se Upar,
Raaj Se Raksha Karke,
Sabki Bhav Trata॥
(Jai Tulsi Mata...)
Batu Putri Hai Shyama,
Sur Balli Hai Gramya,
Vishnupriya Jo Nar Tumko Seve,
So Nar Tar Jaata॥
(Jai Tulsi Mata...)
Hari Ke Sheesh Virajat,
Tribhuvan Se Ho Vandit,
Patit Janon Ki Taarini,
Tum Ho Vikhyata॥
(Jai Tulsi Mata...)
Lekar Janm Vijan Mein,
Aayi Divya Bhavan Mein,
Manav Lok Tumhin Se,
Sukh Sampatti Paata॥
(Jai Tulsi Mata...)
Hari Ko Tum Ati Pyari,
Shyam Varn Sukumari,
Prem Ajab Hai Unka,
Tumse Kaisa Naata॥
(Jai Tulsi Mata...)
Hamari Vipda Haro Tum,
Kripa Karo Mata॥
(Jai Tulsi Mata...)
Maiya Jai Tulsi Mata.
Sab Jag Ki Sukh Daata,
Sabki Var Mata॥
(Jai Tulsi Mata...)
Sab Rogon Se Upar,
Raaj Se Raksha Karke,
Sabki Bhav Trata॥
(Jai Tulsi Mata...)
Batu Putri Hai Shyama,
Sur Balli Hai Gramya,
Vishnupriya Jo Nar Tumko Seve,
So Nar Tar Jaata॥
(Jai Tulsi Mata...)
Hari Ke Sheesh Virajat,
Tribhuvan Se Ho Vandit,
Patit Janon Ki Taarini,
Tum Ho Vikhyata॥
(Jai Tulsi Mata...)
Lekar Janm Vijan Mein,
Aayi Divya Bhavan Mein,
Manav Lok Tumhin Se,
Sukh Sampatti Paata॥
(Jai Tulsi Mata...)
Hari Ko Tum Ati Pyari,
Shyam Varn Sukumari,
Prem Ajab Hai Unka,
Tumse Kaisa Naata॥
(Jai Tulsi Mata...)
Hamari Vipda Haro Tum,
Kripa Karo Mata॥
(Jai Tulsi Mata...)
Popular Tulsi Mata Temples
Tulsi Mata — Aarti, Chalisa, Mantra & more
Next Day's Aarti — Friday