Karni jI Ki Chalisa
00:0000:00
|| Doha ||
Jai Ganesh Jai Gaj Badan, karan sumangal mool,
Karahu kripa nij daas par, rahahu sada anukool.
Jai Janani Jagdishwari, keh kar baarambaar,
Jagdamba Karni suyash, varanau mati anusar.
|| Chaupai ||
Sumirau Jai Jagdamba Bhawani,
Mahima akathan jaay bakhani.
Namo Namo Mehai Karni,
Namo Namo Ambe dukh harni.
Aadi shakti Jagdambe mata,
Dukh ko harni sukh ki data.
Nirankar hai jyoti tumhari,
Tihun lok faili ujiyari.
Jo jehi roop se dhyan lagave,
Man vaanchhit soyi phal paave.
Dhaulagadh mein aap virajo,
Singh sawari sanmukh saajo.
Bhairo veer rahe agwani,
Maare asur sakal abhimaani.
Gram Suap naam sukhkari,
Charan vansh Karni avatari.
Mukh mandal ki sundartaai,
Jaaki mahima kahi na jaai.
Jab bhakton ne sumiran kinha,
Taahi samay abhay kari dinha.
Sahukaar ki kari sahayi,
Doobat jal mein naav bachayi.
Jab kaanhe na kumati bichari,
Keheri roop dharyo mahtari.
Maarayo taahi ek chhan maayi,
Jaaki katha jagat mein chhayi.
Nedi ji shubh dham tumharo,
Darshan kari man hoy sukharo.
Kar sohai trishul vishal,
Gal raaje pushp ki maal.
Shekhoji par kripa kinhi,
Kshudha mitay abhay kar dinhi.
Nirbal hoy jab sumiran kinha,
Kaaraj sab sulabh kar dinha.
Deshnok pawan thal bhari,
Sundar mandir ki chhavi nyari.
Madh mein jyoti jale din raati,
Nikharat hi tray taap nashaati.
Kinhi yahan tapasya aakar,
Naam ujagar sab sukh saagar.
Jai Karni dukh harni maiya,
Bhav sagar se paar kariya.
Baar baar dhyau Jagdamba,
Kije daya karo na vilamba.
Dharmraj nai jab hath kinha,
Nij sut ko jeevit kari linha.
Taahi samay maryada banayi,
Tum pe mam vanshaj nahi aayi.
Mooshak ban mandir mein rahi hai,
Mooshak te puni manush tan dhari hai.
Dipoji ko darshan dinha,
Nij lila se avagat kinha.
Bane bhakt par kripa kinhi,
Do nainan ki jyoti dinhi.
Charit amit ati kinha apara,
Jaako yash chhayo sansara.
Bhakt janan ko maat taarati,
Magan bhakt jan karat aarti.
Bheed padi bhakton par jab hi,
Bhai sahay Bhawani tab hi.
Maatu daya ab hum par kije,
Sab aparadh kshama kar dije.
Moko maatu kasht ati ghero,
Tum bin kaun hare dukh mero.
Jo nar dhare maat kar dhyan,
Taakar sab vidhi ho kalyan.
Nishi vassar poojahin nar naari,
Tinko sada karahun rakhwari.
Bhav sagar mein naav hamari,
Paar karahu Karni mahatari.
Kahan lagi varnaun katha tihari,
Likhat lekhani thakat hamari.
Putra jankar kripa kije,
Sukh sampatti nav nidhi kar dije.
Jo yeh paath kare hamesha,
Taake tan nahi rahe kalesha.
Sankat mein jo sumiran kari,
Unke taap maat sab hari.
Gun gatha gaun kar jore,
Harah maat sab sankat more.
|| Doha ||
Aadi shakti Amba sumir, dhari Karni ka dhyan,
Man mandir mein baas karo maiya, door karo agyaan.
Jai Ganesh Jai Gaj Badan, karan sumangal mool,
Karahu kripa nij daas par, rahahu sada anukool.
Jai Janani Jagdishwari, keh kar baarambaar,
Jagdamba Karni suyash, varanau mati anusar.
|| Chaupai ||
Sumirau Jai Jagdamba Bhawani,
Mahima akathan jaay bakhani.
Namo Namo Mehai Karni,
Namo Namo Ambe dukh harni.
Aadi shakti Jagdambe mata,
Dukh ko harni sukh ki data.
Nirankar hai jyoti tumhari,
Tihun lok faili ujiyari.
Jo jehi roop se dhyan lagave,
Man vaanchhit soyi phal paave.
Dhaulagadh mein aap virajo,
Singh sawari sanmukh saajo.
Bhairo veer rahe agwani,
Maare asur sakal abhimaani.
Gram Suap naam sukhkari,
Charan vansh Karni avatari.
Mukh mandal ki sundartaai,
Jaaki mahima kahi na jaai.
Jab bhakton ne sumiran kinha,
Taahi samay abhay kari dinha.
Sahukaar ki kari sahayi,
Doobat jal mein naav bachayi.
Jab kaanhe na kumati bichari,
Keheri roop dharyo mahtari.
Maarayo taahi ek chhan maayi,
Jaaki katha jagat mein chhayi.
Nedi ji shubh dham tumharo,
Darshan kari man hoy sukharo.
Kar sohai trishul vishal,
Gal raaje pushp ki maal.
Shekhoji par kripa kinhi,
Kshudha mitay abhay kar dinhi.
Nirbal hoy jab sumiran kinha,
Kaaraj sab sulabh kar dinha.
Deshnok pawan thal bhari,
Sundar mandir ki chhavi nyari.
Madh mein jyoti jale din raati,
Nikharat hi tray taap nashaati.
Kinhi yahan tapasya aakar,
Naam ujagar sab sukh saagar.
Jai Karni dukh harni maiya,
Bhav sagar se paar kariya.
Baar baar dhyau Jagdamba,
Kije daya karo na vilamba.
Dharmraj nai jab hath kinha,
Nij sut ko jeevit kari linha.
Taahi samay maryada banayi,
Tum pe mam vanshaj nahi aayi.
Mooshak ban mandir mein rahi hai,
Mooshak te puni manush tan dhari hai.
Dipoji ko darshan dinha,
Nij lila se avagat kinha.
Bane bhakt par kripa kinhi,
Do nainan ki jyoti dinhi.
Charit amit ati kinha apara,
Jaako yash chhayo sansara.
Bhakt janan ko maat taarati,
Magan bhakt jan karat aarti.
Bheed padi bhakton par jab hi,
Bhai sahay Bhawani tab hi.
Maatu daya ab hum par kije,
Sab aparadh kshama kar dije.
Moko maatu kasht ati ghero,
Tum bin kaun hare dukh mero.
Jo nar dhare maat kar dhyan,
Taakar sab vidhi ho kalyan.
Nishi vassar poojahin nar naari,
Tinko sada karahun rakhwari.
Bhav sagar mein naav hamari,
Paar karahu Karni mahatari.
Kahan lagi varnaun katha tihari,
Likhat lekhani thakat hamari.
Putra jankar kripa kije,
Sukh sampatti nav nidhi kar dije.
Jo yeh paath kare hamesha,
Taake tan nahi rahe kalesha.
Sankat mein jo sumiran kari,
Unke taap maat sab hari.
Gun gatha gaun kar jore,
Harah maat sab sankat more.
|| Doha ||
Aadi shakti Amba sumir, dhari Karni ka dhyan,
Man mandir mein baas karo maiya, door karo agyaan.
About Karni Mata
Name:
Alternate Names:
Charani Mata
Category:
Devi
Gender:
Female
Avatar of:
Day:
Tuesday
Vahan:
Rat
Favorite food:
Milk, Sweets, Laddoo
Favorite color:
Red, Yellow
Get the complete experience on the
Mobile Mandir App
Download Karni jI Ki Chalisa PDF

Popular Karni Mata Temples
Karni Mata — Aarti, Chalisa, Mantra & more
Next Day's Chalisa — Saturday