Maa Siddhidatri Katha
00:0000:00
Devi Puran Mein Aisa Ullekh Milta Hai Ki Bhagwan
Shankar Ne Bhi Inhi Ki Kripa
Se Siddhiyon Ko Prapt Kiya Tha. Ye Kamal Par
Aasin Hain Aur Keval Manav
Hi Nahin, Balki Siddh, Gandharv, Yaksh, Devta Aur Asur
Sabhi Inki Aaradhana Karte Hain
Sansar Mein Sabhi Vastuon Ko Sahaj Aur Sulabhata
Se Prapt Karne Ke Liye Navratri Ke
Navvein Din Inki Puja Ki Jaati Hai
Bhagwan Shiv Ne Bhi
Siddhidatri Devi Ki Kripa Se Tamaam
Siddhiyan Prapt Ki Thi.Is Devi Ki Kripa Se Hi Shivji Ka Aadha Sharir
Devi Ka Hua Tha. Isi KaranShiv Ardhanarishwar
Naam Se Prasiddh Hue.Is Devi Ka Pujan, Dhyan Aur Smaran
Humein Is Sansar Ki Asaarata
Ka Bodh Karate Hain Aur Amrit Pad Ki or Le Jaate Hain
Popular Maa Siddhidatri Temples
Maa Siddhidatri — Aarti, Chalisa, Mantra & more
Next Day's Katha — Monday