Baglamukhi Mata Stuti

Baglamukhi Mata Stuti

00:0000:00
Ratna jade mani mandap ke neeche ।
Peele sinhasan par virajmaan ॥

Peeli mala, peetabharan, peet paridhan ।
Nishidin karun aapka dhyan ॥

Baaye haath se bairi ki jihva pakde ।
Daaye haath mein mudgar gada liye ॥

Timir mita kar, gyaan badha kar ।
Aap karen mujh par upkaar ॥

Baglamukhi Maa ।
Trividh taap mitaane wali ॥

Shatru-gati ko rokne wali ।
Uski vaani harne wali ॥

Nitya roopa, mantra roopa, sunetra ।
Jaganmata, Chandika, Peetambara ॥

Baglamukhi Maa।

Popular Bagalamukhi Mata Temples

Bagalamukhi Mata — Aarti, Chalisa, Mantra & more
Next Day's Stuti — Friday