Maa Mahagauri Bhajan

Maa Mahagauri Bhajan

00:0000:00

Navratri Mein Vishesh Hai Mahagauri Ka Dhyan।

Shiv Ki Shakti Deti Ho Ashtami Ko Vardan॥


Mann Apna Ekagra Kar Nandishwar Ko Paya।

Subah Shaam Ke Dhoop Se Kaali Ho Gayi Kaya॥


Ganga Jal Ki Dhar Se Shiv Snan Karaya।

Dekh Pati Ke Prem Ko Mann Ka Kamal Khilaya॥


Bail Sawari Jab Kare Shivji Rehte Saath।

Ardhanarishwar Roop Mein Aashirwad Ka Haath॥


Sarv Kala Sampooran Maa Sadhana Karo Safal।

Bhoolun Kabhi Na Aapko Yaad Rakhun Pal Pal॥


Navratron Ki Maa Kripa Kar Do Maa।

Navratron Ki Maa Kripa Kar Do Maa॥


Jai Maa Mahagauri।

Jai Jai Mahagauri॥

Popular Maa Mahagauri Temples

Maa Mahagauri — Aarti, Chalisa, Mantra & more
Maa Mahagauri Stuti
Maa Mahagauri Stuti
MMA TeamSTUTI
Maa Mahagauri Mantra
Maa Mahagauri Mantra
MMA TeamMANTRA
Maa Mahagauri Katha
Maa Mahagauri Katha
MMA TeamKATHA
Maa Mahagauri Chalisa
Maa Mahagauri Chalisa
MMA TeamCHALISA
Maa Mahagauri Aarti
Maa Mahagauri Aarti
MMA TeamAARTI
Next Day's Bhajan — Monday