Sai Baba Bhajan

Sai Baba Bhajan

00:0000:00
Jab Sai Ka Sar Pe Haath Hai To Darne Ki Kya Baat Hai
Sai Kripa Se Hi To Roshan Jeevan Ki Har Raat Hai
Jab Sai Ka Sar Pe Haath Hai To Darne Ki Kya Baat Hai

Jai Jai Sai Ram Bolo Jai Jai Sai Ram..

Sukh Dukh Jeevan Ke Do Pehlu Ye To Aate Jaate Hai
Ye To Aate Jaate Hai Ye To Aate Jaate Hai
Par Mere Sai Baba Sabka Sada Hi Saath Nibhaate Hai

Sada Hi Saath Nibhaate Hai Sada Hi Saath Nibhaate Hai
Sai Ke Bhakto Ke Liye Har Din Khushiyon Ki Prabhaat Hai
Jab Sai Ka Sar Pe Haath Hai To Darne Ki Kya Baat Hai

Jai Jai Sai Ram Bolo Jai Jai Sai Ram..

Sai Ka Chintan Karlo Tum Chinta Paas Na Aayegi
Kripa Karenge Sai Aisi Har Mushkil Tal Jaayegi
Sai Ka Saath Saccha Jisme Na Dhoka Na Paap Hai
Jab Sai Ka Sar Pe Haath Hai To Darne Ki Kya Baat Hai

Jai Jai Sai Ram Bolo Jai Jai Sai Ram..

Hai Kripaalu Sai Mere Inki Kripa To Paalo Tum
Jo Chaaho Wo Mil Jaayega Daaman Zara Phailaalo Tum
Sai Ke Dar Se Man Chahi Milti Yahaan Saugaat Hai
Jab Sai Ka Sar Pe Haath Hai To Darne Ki Kya Baat Hai

Jai Jai Sai Ram Bolo Jai Jai Sai Ram..

Popular Sai Baba Temples

Sai Baba — Aarti, Chalisa, Mantra & more
Sai Baba Mantra
Sai Baba Mantra
MMA TeamMANTRA
Sai Baba Stuti
Sai Baba Stuti
MMA TeamSTUTI
Sai Baba Katha
Sai Baba Katha
MMA TeamKATHA
Sai Baba Ki Chalisa
Sai Baba Ki Chalisa
MMA TeamCHALISA
Sai Baba Ki Aarti
Sai Baba Ki Aarti
MMA TeamAARTI
Next Day's Bhajan — Friday