Sai Baba Stuti

Sai Baba Stuti

00:0000:00
Jo Shirdi mein aayega, aapad door bhagayega.

Chadhe samadhi ki seedhi par, pair tale dukh ki peedhi par.

Tyag shareer chala jaaunga, bhakt hetu dauda aaunga.

Man mein rakhna dridh vishwas, kare samadhi poori aas.

Meri sharan aa khaali jaaye, ho to koi mujhe bataye.

Jaisa bhaav raha jis jan ka, waisa roop hua mere man ka.

Bhaar tumhara mujh par hoga, vachan na mera jhootha hoga.

Aa sahayata lo bharpoor, jo maanga wo nahin hai door.

Mujhme leen vachan man kaaya, uska rin na kabhi chukaya.

Dhanya dhanya vo bhakt ananya, meri sharan taj jise na anya.

Popular Sai Baba Temples

Sai Baba — Aarti, Chalisa, Mantra & more
Sai Baba Bhajan
Sai Baba Bhajan
MMA TeamBHAJAN
Sai Baba Mantra
Sai Baba Mantra
MMA TeamMANTRA
Sai Baba Katha
Sai Baba Katha
MMA TeamKATHA
Sai Baba Ki Chalisa
Sai Baba Ki Chalisa
MMA TeamCHALISA
Sai Baba Ki Aarti
Sai Baba Ki Aarti
MMA TeamAARTI
Next Day's Stuti — Friday