Bhairav Ji Ki Aarti

Bhairav Ji Ki Aarti

00:0000:00
Jai Bhairav Deva, Prabhu Jai Bhairav Deva।
Jai Kaali aur Gaur Devi krit seva॥
(Jai Bhairav Deva…)

Tumhi paap uddharak, dukh sindhu tarak।
Bhakton ke sukh karak, bheeshan vapu dharak॥
(Jai Bhairav Deva…)

Vahan shwan virajat, kar trishul dhaari।
Mahima amit tumhari, jai jai bhayahari॥
(Jai Bhairav Deva…)

Tum bin deva seva safal nahin hove।
Chaumukh deepak darshan dukh khove॥
(Jai Bhairav Deva…)

Tel chatki dadhi mishrit bhashawali teri।
Kripa kijiye Bhairav, kariye nahin deri॥
(Jai Bhairav Deva…)

Paanv ghunghru baajat aru damru damkavat।
Batuknath ban balak jal man harshavat॥ (
Jai Bhairav Deva…)

Batuknath ji ki aarti jo koi nar gaave।
Kahe Dharanidhar nar manvanchhit phal paave॥
(Jai Bhairav Deva…)

Popular Kaal Bhairav Temples

Kaal Bhairav — Aarti, Chalisa, Mantra & more
Bhairav Ji Ki Katha
Bhairav Ji Ki Katha
MMA TeamKATHA
Bhairav Bhajan
Bhairav Bhajan
MMA TeamBHAJAN
Bhairav Chalisa
Bhairav Chalisa
MMA TeamCHALISA
Bhairav Stuti
Bhairav Stuti
MMA TeamSTUTI
 Shri Bhairav Mantra
Shri Bhairav Mantra
MMA TeamMANTRA
Next Day's Aarti — Saturday