Bhairav Bhajan

Bhairav Bhajan

00:0000:00
Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga, Dam Dam Damru Bajana Hoga । Hum Bhakton Ko Darash Dikhana Hoga, Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga ॥ Tere Dar Pe Bhairav Mere, Sab Mil Aate Hain, Tere Dar Pe Dada Mere, Sab Mil Aate Hain, Bhakti Ke Geeton Se Tumko Rijhate Hain, Jhoom Jhoom Tumko Bhi Gaana Hoga, Dam Dam Damru Bajana Hoga, Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga, Dam Dam Damru Bajana Hoga.. Mere Is Jeevan Me Bhairav, Chhaya Andhiyara Hai, Mere Is Jeevan Me Dada, Chhaya Andhiyara Hai, Saari Duniya Chhod Ke Aaye, Tu Hi Sabse Pyara Hai, Jeevan Se Dukh Ko Hatana Hoga, Dam Dam Damru Bajana Hoga, Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga, Dam Dam Damru Bajana Hoga.. Sab Bhakton Ko Mere Dada, Tera Hi Sahara Hai, Sab Bhakton Ko Mere Dada, Tera Hi Sahara Hai, Bhavaron Me Dole Naiyya, Milta Na Kinara Hai, Naiyya Ko Bhav Se Paar Lagana Hoga, Dam Dam Damru Bajana Hoga, Nakoda Ke Bhairav Tumko Aana Hoga, Dam Dam Damru Bajana Hoga..
About Bhairav Ji
Alternate Names:
Kaal Bhairav, Rudra Bhairav, Bhairavnath
Category:
God
Gender:
Male
Avatar of:
Day:
Sunday, Tuesday
Weapons:
Trishul, Sword
Vahan:
Dog
Favorite food:
Alcohol, Meat, Sesame Seeds
Favorite color:
Black

Popular Bhairav Ji Temples

Bhairav Ji
Next Three Days — Saturday, Sunday, Monday

Related Aarti

No related aartis found.