Bhairav Stuti

Bhairav Stuti

00:0000:00
Om Jai-Jai Bhairav Baba Swami Jai Bhairav Baba।

Namo Vishva Bhutesh Bhujangi Manjul Kahlava।
Umanand Amaresh Vimochan Janpad Sirnava॥

Kashi Ke Kritwal Aapko Sakal Jagat Dhyava।
Swan Sawari Batuknath Prabhu Pee Mad Harshava॥ Om॥

Ravi Ke Din Jag Bhog Lagave Modak Man Bhava।
Bhishan Bhim Kripalu Trilochan Khappar Bhar Khava॥

Shekharchandra Kripalu Shashi Prabhu Mastak Chamakava।
Gal Mundan Ki Mala Sushobhit Sundar Darasava॥ Om॥

Namo-Namo Anand Kand Prabhu Lat Gat Math Jhava।
Karsh Tund Shiv Kapil Trayambak Yash Jag Mein Chhava॥

Jo Jan Tumse Lagavat Sankat Nahin Pava।
Chhitarmal Jab Sharan Tumhari Aarti Prabhu Gava॥

Om Jai-Jai Bhairav Baba Swami Jai Bhairav Baba॥

Popular Kaal Bhairav Temples

Kaal Bhairav — Aarti, Chalisa, Mantra & more
Bhairav Ji Ki Katha
Bhairav Ji Ki Katha
MMA TeamKATHA
Bhairav Bhajan
Bhairav Bhajan
MMA TeamBHAJAN
Bhairav Chalisa
Bhairav Chalisa
MMA TeamCHALISA
 Shri Bhairav Mantra
Shri Bhairav Mantra
MMA TeamMANTRA
Bhairav Ji Ki Aarti
Bhairav Ji Ki Aarti
MMA TeamAARTI
Next Day's Stuti — Friday