Shri Narayan Aarti

Shri Narayan Aarti

00:0000:00
Om Jaye Jagdish Hare,
Swami Jaye Jagdish Hare॥
Bhagt Jano Ke Sankat,
Khshan Mein Door Kare॥

Jo Dhaywe Phal Pave,
Dukh Vinse Man Ka॥
Sukh Sampati Ghar Aave,
Kasht Mite Tan Ka॥

Maat-Pita Tum Mere,
Sharan Gahun Kiskee॥
Tum Bin Aur Na Duja,
Aas Karun Jiskee॥

Tum Puran Parmatma,
Tum Antaryami॥
Par-Brahm Parmeshwar,
Tum Sabke Swami॥

Tum Karuna Ke Saagar,
Tum Palankarta॥
Main Moorakh Khal Kami,
Mein Sewak Tum Swami,
Kripa Karo Bharta ...

Tum Ho Ek Agochar,
Sabke Pran Pati॥
Kis Vidhi Milun Dayamay,
Tumko Main Kumti॥

Deenbandhu Dukh Harta,
Thakur Tum Mere, Swami
Rakshak Tum Mere॥
Apne Hath Uthaao,
Apni Sharan Lagao,
Dwar Para Tere ...

Vishay Vikaar Mitaao,
Paap Haro Deva॥
Shradha Bhakti Badhaao,
Santan Ki Sewa॥

Om Jaye Jagdish Hare,
Swami Jaye Jagdish Hare॥
Bhagt Jano Ke Sankat,
Khshan Mein Door Kare॥

Popular Shri Narayan Temples

Shri Narayan — Aarti, Chalisa, Mantra & more
Shri Narayan Stuti
Shri Narayan Stuti
MMA TeamSTUTI
Shri Narayan Mantra
Shri Narayan Mantra
MMA TeamMANTRA
Shri Narayan Chalisa
Shri Narayan Chalisa
MMA TeamCHALISA
Shri Narayan Katha
Shri Narayan Katha
MMA TeamKATHA
Next Day's Aarti — Friday